Dard-e-dil ka aur mera paas ka rishta jo tha

Re: Dard-e-dil ka aur mera paas ka rishta jo tha

**Bahot-Bahot shukriya Faseeh Bhai !
Lafz “dango’n” (دنگوں ) ka istemaal dar’asl “danga”(دنگا ) ki jama k taur par kiya geya hai
“Danga” se muraad hai JhagRa/Fasaad/Hungama
“ARQ” aur "FASAL"ka istemaal in donoN alfaaz ke Hindi talaffuz ke motaabiq kiya geya hai.
Tamaam ahbaab ka dil se SHUKRIYA
**