dard dil se judaa nahiiN hotaa...merii ek chhoTii bahr kii Ghazal

shukria janaab-e-man…aapkii Hausala_afzaaii mere liye baa’is-e-sad iftiKhaar hai…:slight_smile:

NabiGh Ji, aapkaa beHad shukria k aapne merii advaa sii kaavish ko ia qadar saraahaa…yeh to aapkaa Husn e nazar hai varna chande aaftaabe chande maahtaabe jaisi koi baat nahiiN…shukria :slight_smile:

**shukria chachaa Jaan :slight_smile: **

thankoo yaaraa thankoo :slight_smile:

shukria dost, shukria :slight_smile:

dhanyaavaad Raje Baaboo Ji…aapkii Hauslah_afzaaii saraahniye hai :slight_smile: