dar

Dar hay kay kaheen choot na jai
teray piyar ki yeah sirakti dor

Dar hay kay yaheen toot na jai
teray sath ka yeah rangeen khuwab

hazaroon khauf o andeshay sajai hain dil main
dar hay kay kaheen ghut na jai ummed ki ye bujhti lo

teray khayal say zinda hain is dunyia main
dar hay kay kia batlaingay is zamany ko

ab kay aaya jo toofan to beh jaoonga
dar hay kay koi cheen na lay is bahanay ko

to bhi karay shikwa e ulfat to ab kissay kahain hum
dar hay kay kaheen mar na dalay ye ruswai is dewanay ko

Re: dar

:k: