Dar-e-zinda hay fiqat aik sada honay tak

Shab say uljhooN ga Andharoon kay fana honay tak
Ankh bujh-tey hay tou bujh jaye ziya honay tak

Phir khana koi asiron kay kadam rokay ga
dar-e-zinda hay fiqat aik sada honay tak

Woh jo baygana ahsas haian kya samjhay gaian
hum pah kiya beet gaye naghma sara honay tak

Ya kissi dosst ki sazish thi keh dushman ki rawaish
ya mouma hay fikat waar khata honay tak

Zaray zaray say mah-o-mehar ubhar saktay haian
khak bay noor hay hum rang-e-hina honay tak

Us ko ah jayan mohabat ki adaian naseer
kash woh apna tou hou jaye mera honay tak

Re: Dar-e-zinda hay fiqat aik sada honay tak

Beautiful:k:… & nice to see you after a long time:)

achi hai g
bacha jumara ummmmmmm kidding ! nice to c u back after a long gap ;)