dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

*wo jis maiN azm-o-himmat thi wohi toofaaN say uththaa hai* *jisay paas'tee say thi chaa'ha wo kashtee maiN he dobaa hai*

ye sach ki ek alaamat hai k sach bebaak hotaa hai
zabaaN jab band hotee hay to khanjaR bol uThtaa hai

jo saahil paR rahaa Thehraa usay andaaza kyaa hogaa
kahaaN tak had hai dary’aa ke ye aakhir kitnaa ye gehraa hai

khayaal apnaa muqee’d hai Ana kay qaid khaa’nay maiN
isee kaa’ruN nigaa’hooN maiN har ek insaan chotaa hai

ye khaa’moshee naheeN logo samaa’at kee hai kotaa’hee
dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

**
**
Buhat khoob :lajawab:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

jo saahil paR rahaa Thehraa usay andaaza kyaa hogaa
kahaaN tak had hai dary’aa ke ye aakhir kitnaa ye gehraa hai

very nice :k:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

beautiful..

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

[QUOTE]
jo saahil paR rahaa Thehraa usay andaaza kyaa hogaa
kahaaN tak had hai dary'aa ke ye aakhir kitnaa ye gehraa hai

[/QUOTE]

Sahil ka tu naam-o-nishaan mit giya nikami ji.. :(

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

Bohat khoob..

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

nice g

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

buhat Aalaa :k:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

nahi na mitnay daina chaiey tha keoN mita dala :(

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

thanks Ali :slight_smile:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

thanks pk :slight_smile:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

shukria mancho g :)

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

thanks Emaan :)

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

thanks yaad :slight_smile:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

thanks red ap k 5star kesay ho gaye :bummer:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

buhat khob
zabardast

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

wow!

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

me sontee hon :AID:

Re: dar-e-dil par jo hotee hai wo dastak kaun suntaa hai

han tum chokidaar hona :chai:

:) thanks