Daniel Shah Sahab....

:salam:

… ka nava avatar :love: :lajawab:

Aray bhai “wadday logon” say hamari bhi sifarish kar dou na… :crying:

Mujh ko bhi tou lift kara day…

:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k: :biggthumb

Re: Daniel Shah Sahab…

sir aap ka wazan kafi baRh gaya hay :mash:
ab choti moti lift say kaam nahi chalay gaa :stuck_out_tongue:

Re: Daniel Shah Sahab…

No No… main ney kuch arsa pehlay hi do chittank wazan kum kiya tha… :smack:

Waisay Pai Stalker, aapki tou Shah sahab say achi khaasi Alaik Salaik hey na - aap hi unhain kuch kahain na pee-leej :frowning:

Re: Daniel Shah Sahab…

Shah sahib har waqt sarsoon ka TaaiL laga kar rakhtay hain :smack:
idhar pakRoo - aur woo ShapaaaaaK say slip ho jatay hain :mad:

Re: Daniel Shah Sahab…

Aap un par karri nazar rakhna - jub bhi “sookhay” huway milain na tou fouran hi “jhapatta” maar laina - buch k na jaaney paaín :smiley:

PS:
Going down for a :smokin: back in few minutes :waves: