nai
magar woh merey liyeh behen jesi hee hey mey us ko maar bhi sakti hoon:@: daant tee to mey hur waqt hi hoon dani ko is ki bohat zaroorat rehti hey is ko
plus haan hum logo ney advisory service bhi kholi hui hey ik doosrey key liyeh:D
:halo:
tumhara na kuch nai hosakta sach mey:hoonh: mey ney ghalat hi samhja tha key tum sudhar gaye ho gey per naa jee yeh moonh aur masooor ki daaal???![]()
meri koi bakree hey hi nahin aur hoti bhi to acha hi tha key sannan ka phool kha gai:snooty: