Dania & Rabika are back *hula*

***Hello :wave:

Dania & Rabika are back :hula: with…

…their very own danda :asa: and bailan :bailan: :smash:
So jo jo hum ko MISS kar rahay thay ab REGRET karaingay muhahahaha evil grin:dixsi:
aur awaeen ki maaraiN khaanay ko taiyyar hojaiyaiN :lifey:


Re: Dania & Rabika are back hula

BTW Restaurant waloon nay kitnay din key chutti di hay :cb:

Re: Dania & Rabika are back hula

^ jab tak tum ko pakar kar mental hospital main na bhej dain :rolleyes:

Re: Dania & Rabika are back hula

mein to raat ko sonnay k liye waheen jata hooN :cb:

Re: Dania & Rabika are back hula

^ jabhi asar bol raha hai iss waqt :rolleyes:

Re: Dania & Rabika are back hula

waisay tum bhi tou aksar admit hoti rahti ho :wink: last time yaad hay u kay sath kia howa tha :omg:

Re: Dania & Rabika are back hula

jee nahi..main hotee nahi hoon…karwati hoon admit pagaloN ko :snooty:

Re: Dania & Rabika are back hula

tou u paglooN key chairman ho :cb:

waisay Rabika k dimagi jhatkay kuch kum hoye haiN :fatee: don’t tell any1

Re: Dania & Rabika are back hula

woh aa kar batai gee tumhain ab :smash:
tumhain tou helmet pahannay ki bhi nobat nahi aai gee… :cb:

(wow meri urdu kitni achi hogayee na :aisha: )

Re: Dania & Rabika are back hula

Naheen mein uss say milna naheen chahta woh phone par apnay dil ka haal kah sakti hay :wink:
mein qurbaan u key urdu kay huuuuh hhh :barbie:

Re: Dania & Rabika are back hula

bari khush fahmiyaan hain fuzool ki tumhain :femme:

Re: Dania & Rabika are back hula

:smack2: aik to yah ghissa pitta dialogue sun sun kar mairay to kaan pak gai haiN :bummer:

Re: Dania & Rabika are back hula

tumharay kaan aam ki tarha hain jo pak jaatay han? :cb:

Re: Dania & Rabika are back hula

Kharboza bhi tou pak jata hay :5: aam to aandhi mein kacha he gir jata hay :wink:

Re: Dania & Rabika are back hula

tou tum kharboozay ho…? :aq:

Re: Dania & Rabika are back hula

No mein to Ashraf-ul-Mukhloqaat mein say hooN :snooty:

Re: Dania & Rabika are back hula

:) Welcome back

Re: Dania & Rabika are back hula

Thanks Arlietter :slight_smile:

Sannan: u stupid ho :barbie:

Re: Dania & Rabika are back hula

Dania: u BeautyFool Ho :zobo:

Re: Dania & Rabika are back hula

hum bhe aagia hon... :ASA: