mein ghar late aya toh dad ne poocha "kaha teh janab?
meine kaha: "freind ke ghar tha..
dad ne mere samne mere 10 freinds ko call ki…
4 ne kaha “uncle yehi pe tha”
2 ne kaha “abhi just nikal gaya”
3 ne kaha " yehi hai uncle parh raha tha, phone du kya?"
1 ne toh hadd kardi, kaha " haan papa bolo kya hua…!!!
dost zindabad ![]()