**Mubarakan danday walay pai
![]()
with 31.44 posts per day
your 1st official 1000 posts!
![]()
flooding karte raho like nothing on earth
**
**Mubarakan danday walay pai
![]()
with 31.44 posts per day
your 1st official 1000 posts!
![]()
flooding karte raho like nothing on earth
**
Re: danday walay pai ]]]
Niwazish niwazish.
Abey, 1000 ho gaiN?
Dheka kitni dair lagi.
Flooder hota to ek haftay maiN kar laita, ![]()
PS. its still 999 and im gonna stop posting NOW. (for few seconds)
Re: danday walay pai ]]]
yaar umeed pe to dunya qaim hai na ![]()
InshAllah ek din aapko apni similey miley gi ![]()
Re: danday walay pai ]]]
Lo ho gaiN, ab apna avatar banan shroo karna hay bas...
Re: danday walay pai ]]]
Mubarkaa’n ![]()
keep ur danda away ![]()
Re: danday walay pai ]]]
shukria shukria Khan pai.
Lekin danda kiu away? ![]()
Wo kiya kehtay haiN kay “Danda nai tay Munda nai”.
Re: danday walay pai ]]]
haan! koi acha sa ho, jo suit karay nick ke sath ![]()
danday se to uski shaan hai ![]()
Re: danday walay pai ]]]
Let it be a surprise, I have one in mind. But don't know anything about all these animations and stuff.
Which software did you use to make yours?
Re: danday walay pai ]]]
i 1st made it in adobe and then used gif animator to add animations. :D
Re: danday walay pai ]]]
hey DW unkil Congo-rats !! :shoaby:
Re: danday walay pai ]]]
Sheyn aanti... tha ank you!
maiN nay to kamal kar diya, 1000! meri biwi ko pata chal jaye to mujey ghar say nikal day, :D
Re: danday walay pai ]]]
zara auntie ka number tho dein…unko bhi mubaraakbaad dein de…:halo:
Re: danday walay pai ]]]
ye kiya saazish ho rahi hay mairay khilaf? Wo to pehlay hi kethi hay kay is computer ko “maiN aag laga duN gi”.
:pagli:
PS. waise shukar hay kay usko urdu abhi aati nahi hay, apart from few words, ![]()
Re: danday walay pai ]]]
Sheyn aanti... tha ank you!
maiN nay to kamal kar diya, 1000! meri biwi ko pata chal jaye to mujey ghar say nikal day, :D
aray yaar kaisa aadmi ho, yeh kis liye hai--> :ASA:
aaj dose dena rozay ke baad :D
Re: danday walay pai ]]]
tum machis chupa dena ![]()
Re: danday walay pai ]]]
koi baat nahi …urdu humain bhi nahi athi thi …seekh li …![]()
waisay hum german mein hi mubarakbaad dei deingay , Aap fikar not..![]()
Re: danday walay pai ]]]
Machis chupauN ga to wo khirki say baahir bhi phenk sakti hay. Jaley hoye ka thora sa ilaj hay, laikin tukray tukray ho kay jo bikhar jaye us ka nahi, ![]()
Re: danday walay pai ]]]
Ji haaN, herzlichen Glückwunsch zum 1000 Posts Ihres Mannes? ![]()
Waise wo muj say bohat kehti hay kay mujay Urdu sikhao, maiN khudh hi nahi sikhata.
Ab kuch apnay raaz bhi to honay chaiye na, ![]()
Re: danday walay pai ]]]
yaar toot jaye to glue ya bond se jorh lena baad mein ![]()
nahi to insurance karwa lo pehle se hi ![]()
Re: danday walay pai ]]]
Kiski? Apni ya compootar ki?