P_G
21
Re: Dam nikalna !
[QUOTE]
aap ne kabhee mitti kee piyaliyon main 'lagee' hui feerni khaa'i hai. Lucknow main eik zamanay main** shurfaa** baree raghbat se khaatay thay..
'lagee' hui means wo feerni jo pakaatay waqt pateeli main neechai lug jaa'y to oos main jalnay kee smell aati hai thoree thoree
[/QUOTE]
baqee sub to theek hay lakin kia ghair shurfa log kheer nahi khatay ? konfused
precious ^khan > yanee next time bhi chawal jala doon???
TLK
22
Re: Dam nikalna !
Lucknow main oos zamaanay mian srif shurfaa hee rehtay thay. Ghair shurfaa ko Dilli bhijwa detay thay
P_G
23
Re: Dam nikalna !
mujhay app bohaaaaaaaaaaaat puraany lagtay hain … : P
precious ^khan > yanee next time bhi chawal jala doon???
Agar Ho Sakaay tou ;~)
Re: Dam nikalna !
wow kitne achay chawal banay PG ne 
next time set an alarm to remind you abt it 
P_G
27
Re: Dam nikalna !
^ to itna DUkhee kion horay hain ..repair kerwa lain : P
TLK
28
Re: Dam nikalna !
to phir kitna dukhi hoon, 4 kilo, 2 meter, 10 litre ?
Dukh ko naaptay kaisay hain ?
P_G
29
Re: Dam nikalna !
^ bohat asaan hal hay
kissi Dukhi say milain us kay dukh ka mawazna apnay dukh say kerain
andaza laga lain kis ka bara hay : )
filhaal to kisi ke nahi, qrius baji allah miyan ki gaye hain.. aur hamesha say RAHI hain..
wife guzishta das giyara saal ki jaan pehchaan rakhti hain..
aam malomaat ki category ka comment tha 
jo aap SAMAJH rahay hain, uskay hisaab say jab say ham giyara saal ke thay, tab say. . .