Dais

WO SHEHR HO HUM SAY CHUTA HAY
WO SHEHR HAMARA KAISA HAI
PAYARAY HAIN HAMAIN SUB LOG MAGAR
WO JAN SAY PAYARA KAISA HA.

AMIR

janab aap nay shear ko biggar dia hei:)
shear aisay hei...

Ay dais se aanay wale butta, wo shehr ju hum se choota hei wo shehr hummara kaisa hei
Sub dost hummein pyare hein mugar, wo jaan se pyara kaisa hei

Shub bazm-e hareefaan sujti hei, ya shaam dullay so jatay hei
Yaroon ki busar auqaat hei kiya her anjamun-ara kaisa hei

Jub bi mei-khaanay khultay thay,wa darr-e zindaaN rehta tha
Ub mufti-e deeN kiya kehta hei mausam ka ishaara kaisa hei

Wo paas nahi ehsaas tu hei, ek yaad tu hei ek aas tu hei
darya-e juddai mein dekho tinkay ka sahaara kaisa hei

MulkooN mulkooN ghoomay hein buht, jagay hein buht roye hein buht
Ub tum ko kiya buttayein yaroo duniya ka nazaara kaisa hei

Ay dais se aanay wale butta.....

Ay dais se aanay walay mugar,tum nay tu itna bi na poocha
Wo koi jissay bunbaas milla, wo dard ka maara kaisa hei.......

Hey NaikLarki
Wah Wah!
what more can i say - you have taken the words right out of my heart
Thank you

Adaab arz hei.....:)

Re: Dais

:k: