*
qadam mery hain manzil par
magar ye jo zara sa fasla baqi hai mery samnay ab kay
ye sadioo-n ka safar hai khoof kay andar
ajab hai zindagi apni kay jis main soch lazim hai
isi bunyaad par bunta hai har lamha sadi pori
isi qurbat main phaili hai hamari bhi koi dori
magar main is samay main bhi sochta ho
mera jo khud say rishta hai woh kasa hai
kabhi sansoo-n say kat,ta ho to jurta ho-n haqeeqat say
kabhi sanso say jurta ho to to kat,ta ho kisi shay say
mujhy to dhondhna hai ek asa gumshuda lamha
jaha kuch dehan bat,ta hai
magar dekhain
kay kub soch ka pathar rastay say apnay hat,ta hai
Re: *daira dar daira ek soch hai
have a kit kat
:)
nice one chand g..:)
Veryy nice.. :k:
![]()
hmmmm bouhat khoob… CC :k:
nice:flower1:
Nice Chando jee. :)
Verry Nice !!! :k:
Re: Re: *daira dar daira ek soch hai
![]()
thanks guyz ![]()
very nice :k:
thanko ![]()