Daikho Tumharey Bin..............

Daikho Tumharey Bin Koi Gham Nahin Mujhey Main Pehley Ke Jaisey Hansta Muskurata Hoon Lafzon Ko Ghazlon Mein Sajaata Hoon Magar Mujh Ko Parhney Waaley Mujh Say Yehi Kehtey Hain Ke Mairey Lafzon Say Siskiyon Ki Aawaaz Aati Hai

Re: Daikho Tumharey Bin…

lovely :lajawab:

Re: Daikho Tumharey Bin…

buhat khoob :k:

Re: Daikho Tumharey Bin..............

Awesome

Re: Daikho Tumharey Bin..............

kiyun aap apni ghazlen Adakara Shabnam ki awaz main record kar ke logon ko sunai hain?