Daikain Gay !

**Tasaa.wuur mein issay Apnay Naacha kay daikain gay **
**Tayray khaayaal ko . Ghung.roo phaynaa.kay daikain.gay **

**Tumha.ray Hiiijiir kay toofaan say laar.chukay hain bohat **
Abb tumharay Qurrb ki Baarish , Nahaaa.kay daikain gay

**Mayray Badan mein yea. Awaazain . jo baaten kartee.hain **
**Ab in.ko laafzoon kay kapraaay phaynaa.kay daikain gay **

**Jab wo Ahay ga MilnaaY. tu hum us ka Rastaa **
**yea saaraay chaand , sitaaraaay , Jalaa.kay daikain gay **

**( Aliyish) **

P.s: Zindagi ki tarhaa , Yeah be Adhoori hai shayad !

Re: Daikain Gay !

SOUNDS PRETTY COOL.

Re: Daikain Gay !

buhat khoob

PS bhai saaray chand sitaray khud hi jala do ge baqi awam ka kaya ho ga kuch to khayal karo :p

Re: Daikain Gay !

hum bhee kuch der maiN hee saheeh laikin
poori ghazal par ghor farmaa kar dekhaiN geY :snooty:

Re: Daikain Gay !

Tumha.ray Hiiijiir kay toofaan say laar.chukay hain bohat
Abb tumharay Qurrb ki Baarish , Nahaaa.kay daikain gay

wah maza agya