I am craving for them actually… so lets talk about dahi bhallay
How do you like to eat them?
-
Home made or the bazaar ones?
-
like to eat with paparries, chutni, chat masala?
-
do you like some chick peas in it? 
Talk talk people talk
P.S. please don’t transfer this thread to Cuisine section 
Re: Dahi Bhallayyyy
tell the quantity of chat masala and paprries 
Sannan
4
Re: Dahi Bhallayyyy
dhabi bhallay Chamach kay sath he khay jatay hain shayad 
Sannan
6
Re: Dahi Bhallayyyy
idhar dahi Bhaloon ka poocha ja raha hay 
waisay yah Dahi Ghallay kia hotay hain 
Re: Dahi Bhallayyyy
@Sannan mujhay bhi pata hai ke chamach se khaye jatay hain but yahan DISCUSSION ho rahi hai about dahi bhallas :pcg:
@ IS 
Sannan
9
Re: Dahi Bhallayyyy
Lagta hay dimah ko charh gaiay hain dahi Ghallay :hmmm:
IS
11
Re: Dahi Bhallayyyy
nai main ne haleem khai hay

IS
12
Re: Dahi Bhallayyyy
@ D A M S E L wese kaya diet dahi bhallay the :@:
Sannan
13
Re: Dahi Bhallayyyy
Breaking news
aap ko bhi pata chal gia 
Waisay kis qisam key discussion ho rahi hay 
IS Bhai iss he qabil hain aik mari taraf say bhi 
Sannan
15
Re: Dahi Bhallayyyy
Waisay main Rotti kay sath bhi kha laita hoon aur rice kay sath bhi 
IS
17
Re: Dahi Bhallayyyy
aap tu moqay k muntazir hote hain
Restored attachments:




Sannan
19
Re: Dahi Bhallayyyy
:hayaa: ittna bara FulSafa …
Mujhay yah smilies daikh kar Bhabhi keon yaad aa jati hain :@:
Rotti naheen milti hay kia udhar :hmmm:
IS
20
Re: Dahi Bhallayyyy
Boss di boss ko yaad kar liya karien aap 
rotti k sath haleem ka maza nai ata 