Dagh-e-Dil hum ko

dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay
loog apnay diyay jalanay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay

khud farabi si khud farabi hai
khud farabi si khud farabi hai
pas ke dhool bhi suhanay lagay
loog apnay diyay jalanay lagay

ab to hoota hai har kadam pe gumaan
ab to hoota hai har kadam pe gumaan
hum ye kaisa kkadam uthanay lagay
loog apnay diyay jalanay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay

aik pal mein wahan se gham uthay
aik pal mein wahan se gham uthay
bethney mein jahan zamanay lagay
loog apnay diya jalanay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay

apni qismat se muqar kis ko
teer par ur kay bhi nishanay lagay
loog apnay diyay jalanay lagay

dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay
dagh-e-dil hum ko yaad anay lagay

Re: Dagh-e-Dil hum ko

Nice .