Agar aap apnay taiz o tarar hafzay par zor dain tou shayad aap ko yaad aa jaey kah aap kabhi hum say milay thay aur aap nay aik adad wada yaani kah Promise abhi aik maheen pahlay kiya tha kah i will do that work in week
Lakin
abhi aik hafta poora nahee hovaa ya shahyad aap kay haftay main pooray saal jitnay din hotay hoon khair ..now i dont need that work to be done so plzzz don’t do it.
Thanx n ALLAH HAFIZ
Aap ka Precious Khan
Re: ~ DaDa AbBa ~
Kabhi hum sey bhi to kaam kerwaoo chotey
Re: ~ DaDa AbBa ~
NOOR khan … w .salam za kha yama ta sanga ay 
Baaltiii …Yeh kiya kam hay jo har hamam main aap ko use karvaa raha hoon aur kiya kaam loon aap say 
Re: ~ DaDa AbBa ~
Ohey mary bari main tum ko sirf hamaam hi nazar aata hain:smilestar:
Re: ~ DaDa AbBa ~
^:naraz:…Yeh hay chotta honay ka nuqsaan baat baat per pittai 
P.S: sach karrva hota hay 
Re: ~ DaDa AbBa ~
^ Whats Up Noor Khan ....
Re: ~ DaDa AbBa ~
Lagta hay dada abba kay paas time naheen hay ..khair yeh din bhi guzar jaingay 