ab jab kay humari nazar theek ho hi gaii hay to hum daikh rahay hain keh jab say bhainss kaDhay kay panni main gaii hay, us kay bojh talay aap ki awaz main dard ka ansr bhaR gia hay ... warna awaz to humain pata hi hay ussi (baqool shair) ki hay ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
chalain aap to iss achaii say bhi mehroom ho :)
ab jab kay humari nazar theek ho hi gaii hay to hum daikh rahay hain keh jab say bhainss kaDhay kay panni main gaii hay, us kay bojh talay aap ki awaz main dard ka ansr bhaR gia hay ... warna awaz to humain pata hi hay ussi (baqool shair) ki hay ;)
[/QUOTE]
Azad jee galti hoo gayee.. app ko jawab danay kee....
*haooo..... Help.... please help... Arif, Amal, ghazal kisi ke, Adhoori aap he kuch kahain..... *

Ji dilsay!!!
jahan tek yeh baat hai kae aap par shidat-e-jazbaat ka kuch asar hai , tu is ki nishandaehi tu main bhi kar chuki hoon, ji yeh ghazal bhi bohat bohat haseen thee,
aur jahan tek Azad sb ko kuch kehna maqsood hai tu woh ussee bhainse kae agae been bajanae wali baat hai, jo abhi abhi khaday main giree hai, so ..........