Daal me kuch kala hay

Assalam o Alaikum

Dosto! aap sub ko batana chahtaa hoon keh meri kitab “Daal me kuch kala hay” shaye ho gaye hay .yeh kitab tanz o mazah par hay.Lahore,karachi,rawalpindi/islamabad,Multan kay tamam baray book stores par dastyaab hay.

Regards

Dr.waqar masood khan

Re: Daal me kuch kala hay

So now you need my address for sending me a complimentary copy :@:

Re: Daal me kuch kala hay

paka sakte hein isko :crying:??

Re: Daal me kuch kala hay

awwalan to mujhe aap se yeh daryaaft karnaa hai k aapne is ishtihaar ko urdu rasm ul Khat meN kiuN nahiiN raqam kiyaa jab k aap urdu kii ek kitaab kii tash'heer farmaa rahe haiN? :D

Re: Daal me kuch kala hay

hum, app k dost nahi hain khamkha main free na hon

Re: Daal me kuch kala hay

daktar sahab, aapnay ye daal kahan say khareedi thi? bara-e-meharbani muttala karain, takay ainda log us dukaan ka rukh na karain.

shukriya

Re: Daal me kuch kala hay

Bekaar mein book kaa add lagaya hai :vivo: