Starting this thread with PRECAuTIOUS KHAN
larkiyan is kay peechay peechay yeh larkon kay peechay bhagta rehta hai …
Imran Q .. Har baat main KYUN kyun poochtay ho mairay bhai
Koi Dost … saab angle say bindaas … par is kay thobray kay expression dekhnay jaisay hain
D Munda. mochay hon to nathu laal ji jaisi hon warna na ho
Janwer. Maila kahin ka .. nahaata hi nahin
Black Forest 360 Itni mailee hai kay maila paan kisi WAshing detergent say khattum nahin hota
UR ANgel … Allah bachaye IMran KYUN kay bachay kutchay baal bhi gir gaye . Peechay hi parjati hai …
BARBIE is ko zor say pakro to iskay plastic kay haath pair nikal jatay hain
Re: Da Maila GUppies
Loonatic......bonga kahin ka
ImranQ
November 19, 2005, 6:26am
5
Re: Da Maila GUppies
P^K: Alllah touba barbie to chairta hai P^K tou bohat pita ray
ImranQ
November 19, 2005, 6:31am
8
Re: Da Maila GUppies
Starting this thread with PRECATIOUS KHAN
larkiyan is kay peechay peechay yeh larkon kay peechay bhagta rehta hai …
Imran Q .. Har baat main **KYUN **kyun poochtay ho mairay bhai
Koi Dost … saab angle say bindaas … par is kay thobray kay expression dekhnay jaisay hain
D Munda. mochay hon to nathu laal ji jaisi hon warna na ho
Janwer. Maila kahin ka .. nahaata hi nahin
Babloo tou nay yea thread KYUN start ki
wasey, Previous khan kay baray mai bilkul sahi kaha hai… larkioN ka peechay peechay hi nazar aata hai.. P^K aka Greatest tharkee of GS
ImranQ
November 19, 2005, 6:38am
9
Re: Da Maila GUppies
P^K: ya tou panga nahi liya kar aur agar laita hai to phir roya mat kar.. stop this nonsense of editing your posts
Re: Da Maila GUppies
abay ganjayQ exercise karna chorr day …samjha kiya
Re: Da Maila GUppies
Lo0natic:
Starting this thread with PRECATIOUS KHAN
larkiyan is kay peechay peechay yeh larkon kay peechay bhagta rehta hai …
Imran Q .. Har baat main KYUN kyun poochtay ho mairay bhai
Koi Dost … saab angle say bindaas … par is kay thobray kay expression dekhnay jaisay hain
D Munda. mochay hon to nathu laal ji jaisi hon warna na ho
Janwer. Maila kahin ka .. nahaata hi nahin
what do u think abt ur self haan ???
Re: Da Maila GUppies
Yaar … public know’s me … main aab apnay baray main kya bolun … ..shareef , banda hun mai
Re: Da Maila GUppies
Barbie_Girl:
Loonatic…bonga kahin ka
Barbie tumhara naam add nahin kia to tum aab bonga bol rahi ho …
sabar abhi edit karta hun:D
Janwar
November 19, 2005, 9:13am
14
Re: Da Maila GUppies
LoOnatic = = = BabLoO part 1 jab bhi yah sahab road par nekaltay hai tu un ko dekh kar jo pakistan kay TOP she males hotay hai woh un ko pyar say Bablo pukartay hai or poochtay hai kay kaha jaaaa raha hai hum ko join kar aik sath maza karay gay
Re: Da Maila GUppies
JAnwer yeh aapnay theek nahin kia …
guitar classes ka kya karna hai
kaab say join karain ?
Re: Da Maila GUppies
Achcha issi liyay shareef log ( jo aksar nazim abad signal aur baloch colony bridge k paas paey jaatay hain ) tujhay piyaar say BABLOOOO kahtay hain
Re: Da Maila GUppies
tum bhi rakh lo na mouchen yara ;) phir tumhen koi bubloo nahin kahega :p
Re: Da Maila GUppies
Kitan maloom hai isko 3 dimentional logo kay baray main !.. waqai yaar yeh banda kutch karay na karay … un ko khush karta hai
Re: Da Maila GUppies
Agar main un ko kush rakta to woh BABLOO tujhay naheen mujhay kahtay …iss say pata chal jaat hay k unko khush kaun rakta hay