something to make you all laugh
un ki gali sey guzrey ajab ittafaaq tha
un hoon ney phool pheeenka to gamla bhi saat tha
eeeeshk key samandar main ghooota lagaya
pani bohot thanda tha main bahar nikal ayyaaaa
koon kahta hay piyaar main pakrey jaeeen gey
waqt aney per bahan bhai bun jeeen gey
rooosni sitaroon sey hooti hay chaand sey nahi
mohoobat aeeek sey hoti hay hazaroon sey nahi
yeee larki kah ti hay
abb larka
roshni sitaroon sey hoogi to chand ka kiya hoo ga
mohabbat eek sey hoo gi to hazaroo ka kiya hoo ga