D_M is sad

**:frowning: yes he was kuch dair pehlay when he was chating wid me on MSN **
**he said k us ke abi tak koi GF he nahi hay :frowning: **
**he was so upset and ulti sidi batien kar raha tha **
**so meri aap sab logoon say guzarish k decent munday k liay ik adad GF ka bandobast kiya jaiay **
**Thanks in advace D_M ke terf say **
and usi nay mujay MSN par kaha hay yea thread open karnay k liay

Re: D_M is sad

IS : hun tusi waikho :mad3: a changa ni kitta si :crying:

Re: D_M is sad

^ aap nay khud he to kaha tha mujay :crying:
ab to naiki ka koi zamana he nahi raha :snooty:

Re: D_M is sad

:bailan: asi naiki aur naiki karne walay dono ko main kunway main dalonga

Re: D_M is sad

^ koon say tail walay ya pani walay :-|

Re: D_M is sad

Main ho na :blush:

Re: D_M is sad

^^ :eek:

Re: D_M is sad

^ abay chup … DM mayra crush hay na :blush:

Re: D_M is sad

are y sure :hoonh:

Re: D_M is sad

^ may 100% sure ho :blush: .. iam going to wear blue sari on his wedding :hula:

Re: D_M is sad

aap ko kia howa noor sis :smiley:

Re: D_M is sad

laaal sarhi kyo nahi
phir loug wo kahien gay jis k end pay ata hay
lal lagam :cb:

Re: D_M is sad

IS : dekh liya na karnama :bailan:

Atti : yeh immo mazaak kar raha hai :smack:

Noor khan main aesa lagta hon kya :bummer:

Re: D_M is sad

tum sab per :bailan:

D^M DECENT hai… islye gf nahi hai :stuck_out_tongue:

Re: D_M is sad

yea to shuruwaat hain abi agay agay daikhiyay hota hay kia :blush:

mai aur mazaq :nono:

Re: D_M is sad

Haffi :hug: yeh dekho meli dost

IS jhooton ka mun kala :snooty:

Re: D_M is sad

:eek:
mujay b maar rahi hian aap :crying:

D is not for decent
D is duffer + danger :stuck_out_tongue:

PS:- salam
kesi hain aap hafi sis

Re: D_M is sad

:hug: agayi na :halo:

IS :salam: :wave:

Re: D_M is sad

jhooot ka munh kaha hota hay :expressionless:

main nay b us ka munh daikhna hay :mad:

Re: D_M is sad

:wsalam:
jiti rahien khush rahien
kesi hain aap
yea DM nay aap ko sheeetaaan aan kaha hay MSN par abi abi qasam say :eek: