:D Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :D

:hat:


Restored attachments:

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

:hoonh: Ladkiyan bewafa nahin hotin aur Mard ba wafa nahin hote :bummer:

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

Gender Discrimination :cobra:

Re: :D Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :D

Mard Ba wafa nahin hote.. Mard jeene nahin dete... Mard ye Mard wo.. phir bhi khwateen ki shayri ka mozu mard hi hai.. kia ye khullad tazad nahin?

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

Yah Sawal to Ek Din Geo par hona chahiye tha :cobra:

Har Muamlain main barabri kay haqooq leekan wagon main inn kay alag kahnay , banks main alag lines agar ittna barbari ka shouq hay to lag jaain hamaray sath line main :cobra: warnah barabri kay haqooq mat mangain :barbie:

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

Abhi iss thread main koi lady poster ko aane de :hmmm:

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

waisay aik lady nay mairi iss baat ko talseen kia tha kah Pakistan main Aurat ko respect di jati hay khas toor par bus aur wagons main kah loog uth uth kar jagah daitay hain chahay baad main ser par kharay ho jain :omg:

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

Woh to mujhay pata hay agar aa gai to aap nay mujh say kahana hay kah tou koun tou main koun :hinna:

PS :cb:

Re: :D Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :D

Nahin.. aaj main aap ka sath doonga. Mardon ki izzat ka sawal hai :)

Re: :smiley: Kuch Bhi Bawafa Naheen hota :smiley:

Acha Mard kay izzat suna hay shadi say pahlay he hoti hay baad main tou bus :sannan: