Assalam o aliykoom
CULTURE BACHAOO TEHREEKH… Pakistan may shoro honay wali hai jis se pakistani culture ko support milay ge… kio k humay apnay culture ko bachana hogaa… warna hamari dastanay bhi nahi hongi dastanoo may… Media ko yaa batana hoga k humay gair mulki culture say zidha apnay culture say muhabat hai… tu phir kon kon “Culture Bachaoo Tehreekh” ka saath dayna chata hai???
es tehreekh(movement) may sab participate karsaktay k jaha bhi rahoo apnay liabaas may hamara culture nazar aiay baat cheet may khanay pinay may ......... esay hamara culture dosaray mulkoo may bhi promote hoga
[FONT=Times New Roman]
Jissay Urf e Aam main Roshan khayali aur Aytidaal pasandi kaha jaata hay :-S
or esa kia hona chiay ??? esay kuch faidha hoga ?? bosinia hamaray samnay misal hai woo poray poray magreebi culture may doob giay thay khana pina orna bichona lakin phir Bosinia k musalmanoo ko choon choon kay mara KIOn? ortoo ki joo thoheen waha hoee hai us culuture ko apnaay per bhi jis tara bacho or orto ko mara gaya hai woo sab jantay hongay.... lakin wo tu baray roshan khayal thay G. Musharaf tu unki roshan kilyaali may bohat pichay hai........
well, humay apnay libas(dress) dishes, say muhabat karna chiay.
Shayad tum yeh bhool rahay ho kah Islam nay Urooj khanay aur libaas par tawajjoh day kar hasil naheen kiya tha …
Hazrat Umer:razi: jab Falistine main daakhil hovay thay tou un ka ghulam khachchar par sawar tha aur woh khud paydal chal rahay thay… un kay libaas par jagah jagah paywand lagay hovay thay…kiya hum libaas aur khanay pinay ki cheezoo’n par dhiyaan day kar woh Azmat hasil karsktay hay hain …kabhi naheen …humara culture woh hay Jo islam nay humain sikhaya Baqi sab Baatil hay … Thats my point
Yaar app galut samjhay hoo … libaas say mari murad shalwar kamiz, kurta pajama etc say hai joo hum (new generation) nai nasal chorti jarahi hai …(paki or gair paki media say ) uski jaga dosray libasoo nay layli hai hai… hum pizza kha kar fakhar mahsoos kartay hai kion? ajj kal yaa FASHION banta jaraha k dosray ko yaa jatana hai k hum pizza hut giay thay …hum nay fastfood kaya wagira
ofcourse may jeans, shirt etc phanta hoo or kabhi kabar burger, pizza khata hoo lakin es per kabhi fakhar mahsoos nahi karta mujhay maza jabhi ata hai jab may nay shalwar kurta or pishawari chapal panhi hoti hai...... or biryani , kabab, palao, tikay ka maza hee alag ...heheheh
or humay apnay libaas or khanoo per fakhar karna chiay....as a nation.