ayweeN maiN, nahi chaley gi.. ![]()
aur aap nahiN bataieN gay, aap ney promise kiya hai mujh se.. ![]()
ayweeN maiN, nahi chaley gi.. ![]()
aur aap nahiN bataieN gay, aap ney promise kiya hai mujh se.. ![]()
…mayn shareef bhola bhala..bay-zarar miskeen…kahan larayee karta hon kisi say
…larrti to tum ho
..sooootooo
…
kabhi chali hay tumhari marzi :p…
mayn to bataonga ![]()
…:D…
arey jaaieN, apney moonh miyaN miTThoo ban rahey haiN.. ![]()
aur aap hi laretya haiN hameesha… bila-wajah panga kernay ka shooq hai mujh se.. ![]()
khud haiN sootoo ![]()
jee haaN, chali hai.. aap ko kiya pata :halo:
koi nahi bataeiN gay aap..
aap ne promise kiya hai mujh se.. ![]()
apnay monh mian mittho nahin ban raha :p..pooch lo kisi say bhi :p…
mayn to sooto nahin
…HH batayegi kaun hay sooto
…
jab chali hi nahin kabhi to pata kya hoga
…
sochonga
…HH pochaygi to batadonga :D…
Sigh mere saath bhi hotta hai ![]()
kya hota hay ![]()
jiss jiss se poochooN gi, sab ye kaheiN gay k ye jhoot hai.. miskeen bay-zarar hoonh.. ![]()
HH se tou meiN nibat looN gi.. uss ki fikar na kerian aap ![]()
kuch nahin to bass hoonh..
…
HH bhi nibat laygi tum say
…jab mayn uss ko bataonga
…to fursat say nibtaygi tum say
…
koi nahi batana aap ne HH ko..
ab daikha, khud laRR rahey hain mujh se.. ![]()
sochonga
…
koi nahin larr raha mayn
…sara waqt khud larti rahti ho
…
aap ko kiya, kuch bhi kerooN meiN.. ![]()
jee nahi, aap kuch nahi bataaieN gay.. nahiN tou aap ka bura haal ho ga.. ![]()
![]()
jo nahi honna chahiye ![]()
haan haan :p..jao :p..kuch bhi karo…waysay bhi tum kar kya sakti ho
…
mayra bura haal kya hoga
…
hoonh, jee nahi.. wadah nahi toorna chahye.. gunah hota hai ![]()
jee jee,
pata hai, koun larta hai.. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by ~Tikhi Jalebi~: *
jo nahi honna chahiye :(
[/QUOTE]
kya nahin hona chahiyay :p??
sigh jo howa
i shouldnt have lost so many times ![]()
kaunsa wada
..kahana ka wada
…kaysa wada
…
mujhay bhi pata hay kaun larta hay
…