fikr not…mayn hon na :soldier:…uss ki yeh majal ![]()
**DT aur HH.. ** ![]()
![]()
bohat hunsi aa rahi hai kia? ![]()
aur hh, TUM APNA MOONH BAND RAKHO…
![]()
hansi na aye to aur kya aye :p…
aur kyon rakhay woh apna moonh band
…
arey jaaoo ![]()
tum jao
…sonay ![]()
ye koi hunsney ki baat tou nahi hai.. ![]()
aur woh apna monh is liye bund rakhye, kiyon k ayweeN hi bolti hai.. ulo kahin ki.. ![]()
:kaboom:
aap jaieN, mujhey nahi shooq soney ka.. ![]()
hansnay hi ki baat hay :p…tum ko kya pata
…
nahin rakhaygi woh apna monh band…aewaen to tum bolti ho :p…aur khabar daar jo uss ko aysa kaha to
…
yeh mujhay aur HH ko ba-khoobi pata hay keh kis ko sonay ka kitna shauq hay ![]()
…
koi nahi hai hunsney ki baat.. ![]()
![]()
kiyoN aap ko kiya ho raha hai? meiN kuch bhi kahoN uss ko.. meri marzi ![]()
hoonh, koi nahi pata…
ayweeN hi mujhey tang ker rahey haiN.. ![]()
bilkul hay hansnay ki baat :p…
apni marzi chalana wahan jahan chalay
…
itni bhooli bhi na bano :p…hum tung kar rahay hayn to tum tang kyon ho rahi ho
…
meiN yaheeN chalaooN gi apni marzi… ![]()
aap jaieN yahaN se.. ![]()
hoonh, tou aap tang kiyoN ker rahey haiN mujh masoom ko..
har waqt laRney ka shooq hai aap ko.. ![]()
yahan tumhari marzi nahin chalnay wali
…
i think i should tell HH your nicknames ![]()
![]()
masoom
..itna barra jhoot…
..woh bhi ramadan mayn :-(…shakal dekhi hay kabhi
..masoom
…HH say poochta hon kitni masoom ho :p…
mayn koi nahin lar raha :p…tum lar rahi ho :p…
ayweeN maiN nahi chalney wali:hoonh:
khabardaar jo aisa kiya aap ney.. ![]()
nahin chalaygi tumhari marzi :p…
anay do HH ko online…
…
jee nahi, ye such hai
aap ko kiya pata, aap ney thori daikha hai mujhey
halo:
jee nahi, aap hi laRaii shoru kertay haiN hamesha… meiN tou kuch kehti bhi nahi.. ![]()