**Woman: Doctor saab mera shohar jab ghar aata hai to wo mujhe aate hi peetna shuru ker deta hai.. Main kya karun ???
Doctor: Wo junhi ghar aaye tum 15 minutes tak daant saaf kiya karo…
Woman kuch din baad dobara aai aur boli: Doctor saab daant saaf kerne ka itna faida hua hai ke ab mera shohar mujhe kuch nahi kehta…
Doctor: Ye faida daant saaf kerne se nahi, zubaan band rakhne se hua hai… :D**