Re: cricket threat
itna time smjhny me lgaya.. issi lae hm logon ka yeh haal ha.. ek joke yaad aa gya ap pay nahi ha.. just deir say smjh aany pay yaad aa gya.. ek shaks zoo gya aur dekha k hathi hans raha ha aur pass me ek gadha khara ha jo khamosh khara ha.. next day wo aadmi phir zoo gya tu dekha k iss baar gadha hans raha ha aur hathi khamosh khara ha .. uss ne wahan khary bandar say pocha k kal me aya tu hathi hans raha tha aur garha khamosh tha aur aaj gadha hans raha ha aur hathi khamosh.. bandar ne kaha k kal shair ne ek joke sunaya tha jo gadhy ko aaj samjh aaya ha:)