Re: Creating a Blog
Bhai ghussa hi kar gaye ho,mazaak kia tha. Kher agar aap mind kar gaye haiN to ham mazrat-khuwaaN haiN, hamara maqsad dil azari karna har giz naheeN.
sniff
araY tau kiyaa maiN waqaai maiN poochnaY waalaa thaa woh :)?
Kamal hai..
PS: By Kamal, I do not mean Fraudia
PS 2: dil aazaari kaa lafz ajeeb saa hai.. aisaa lagtaa hai "Izaar Band" kaa zik'r hai.. koi aur lafz naheeN??