Re: Counting in Urdu
jub nuqsan aysa ho to nishan dahee ker pertee hai
aap apnee nishan dahee main se dahee alag karain aur oos kee lassi bana ke pee lain.
Maine zyada nahi, bohut kum tanz farmaya thaa
walekum shukriya

aap apnee nishan dahee main se dahee alag karain aur oos kee lassi bana ke pee lain. Maine zyada nahi, bohut kum tanz farmaya thaa walekum shukriya
mere nishan dahee per itnee research na karain ... or apna kum tanz apnee jaib main rakhain
or bachoon ko Gintee sikhaain
or
sath main chai bhi serve kerain
or
koi shukriya nahi ab ki dafa ...

GS ke bachchon ko to main khali pat'tee parhataa hoon, gintee shintee wala kaam nahi kartaa
O karachi walon, chai choro aur gunnay ka rus piyo, koi jaan shaan banaa'o
Re: Counting in Urdu
^khi waalon nay kush'tee lernee hai ?
Re: Counting in Urdu
:d hehehehe gunnnay ka rus
Re: Counting in Urdu
^khi waalon nay kush'tee lernee hai ?
gunnay ka rus nahi nikalta to gunnay ko laathi kee tarha istemal kiya jaata hai. rus nikalo - na rahe ga gunna, na phootay ga sar
Re: Counting in Urdu
^ app karachi waloon say mukhatab hain ya tan'do adam khaan k logoon say
yahan Bomb say kam per baat nahi hotee or app gunnay ko as a weapon lounge kara rahay hain
kithayd iyaan galaan kerday payee oo !
tu ki janay poleye maj'jay anaar kali diyaan shaanaN

aap ka akhree jumla sar pe se guzar gaya ..
khair jee, maine tou hamdardi aur bhai charay main kahee thee eik baat, aap kee marzi.
waisay bhee aaj kal shareef logon kee baatain kon suntaa hai
Re: Counting in Urdu
^ise ley app nay mere nahi sunee!
Re: Counting in Urdu
^ise ley app nay mere nahi sunee!
aap tooti, aur GS aik naqqar khana
Re: Counting in Urdu
^ main tooti nahi ..shareef insan hoon !
Re: Counting in Urdu
har tooti yeahi kehti hai
Re: Counting in Urdu
^ app ki lughat main insan ko tooti kaha jata hai hoonh
Re: Counting in Urdu
Che'aa'SaaTT (66)
sat'asath 67
Re: Counting in Urdu
hamari lughat main srif tooti ko tooti kehtay hain ..
ARh'sath (68)
Re: Counting in Urdu
un Athar..............(69)
Re: Counting in Urdu
wow ... im learnin
Re: Counting in Urdu
(70) sattar!!!!!!!! I know this one :)
Re: Counting in Urdu
I want to do the next two:
Ikh'athar (71)
Ba'hathar (72)
Re: Counting in Urdu
Looky here: Global Language Online Support System