Gul your dress looks pretty.... the color is nice and the design is beautiful too. As someone said up there, all matters is if you like it. You usually look good in dresses that you personally like. Its kind of magic thing ;)
hahaha...true! Allah na kare kiis kii beTii aise ghar jaaye :( aameen.
Rafi' saaHab marHoom [my favourite] ne is gaane to apni beTii ke kii shaadii ke dusra edin record karvaayaa thaa to jazbaat taazah the aur is gaan meN unhoN ne apnii aawaaz meN ek baap kaa sachchaa pyaar bhar diyaa...kia aawaaz kaa jaadoo jagaayaa thaa ... subHaan Allah :)
ji zaroor, insha Allah, ham post kar dete haiN. yeh lijiye:
shaadii kii machii hai dhoom, Khushii is roz luTaayii jaatii haiseenoN se saraasar ranj o alam kii bata bhulaaii jaatii hai
saajan se milan kii KhushiyaaN bhii haiN, baabul se bichhaRne kaa Gham bhiirotii huii dulhan ko haule se Dolii meN biThaayii jaatii hai
poshaak-e-'uroosii pahnaa kar, har rang ke phooloN ko laa karKhushiyoN ke taraane gaa gaa kar dulhan bhii sajaayii jaatii hai
kaliyoN ko chaman se chun chun kar sahre ko banaayaa jaataa haizulfoN ko saNwaaraa jaataa hai, mahndii bhii lagaayii jaatii hai
gulshan ne bhii apnii rang-e-dhanak ruKhsaar-e-HasiiN par Daali haisurKhii ko churaa kar phooloN se hoNToN ko pilaayii jaatii hai
armaan o Khushii aur ai'sh o tarab ke meethe taraane gaa gaa karmastaana adaa tarzeN dil kii veena se sunaaii jaatii hai
tum shaad raho, aabaad raho, Khush_Haal raho, dulha_dulhan!"Sahbaa" kii du'aa ko maHfil meN is tarHa se gaaii jaatii hai
Sahi hai, boss!!! Boley toh, ekdum dhinchackk nazm hai ye to!