Re: ^^^ Copy the Guppies ^^^
aap kee tabiat theek hai moha’taram? kiyaa khifaaqan kaa marz laahiq hai yaa nisyaan kaa…? Tap-e-diq ho tau asli yaaqooti kaa iste’maaL bama’-e-jamaal goTa nihaayat akseer hai… neez nakseer kee soorat maiN barf-e-baalaai saY bhee istafaadaa kiyaa jaa saktaa hai ![]()
aap ko baRaa yaad hai tang karnaa woh aThkheliyaaN karnaa… oyee hoye ![]()