cool one

tum na maano magar haqiiqat hai

ishq insaan kii zaruurat hai

Aur anjjaam ki kess ko parwa )

Re: cool one

i agree with u:):k:

Re: cool one

[QUOTE]
*Originally posted by Tera Deewana: *
tum na maano magar haqiiqat hai

ishq insaan kii zaruurat hai

Aur anjjaam ki kess ko parwa )
[/QUOTE]

well ishq zaroorat tu hai insaan ki magar jaab anjaam ata hai tu uss waqt sab ko parwa hoti hai ye sab kehnay ki bataien hain anjaam hota hai tu pata lagta hai khair
nice shair!

Re: Re: cool one

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

well ishq zaroorat tu hai insaan ki magar jaab anjaam ata hai tu uss waqt sab ko parwa hoti hai ye sab kehnay ki bataien hain anjaam hota hai tu pata lagta hai khair
nice shair!
[/QUOTE]

Agreed ... agar anjam ki perva na hoti tu yeh dukh bhare shaeri na hoti..sirf muhabbat ki shaeri hoti bevafae ki shaeri na hoti...

anyways thanx for sharing :K:

Re: Re: cool one

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

well ishq zaroorat tu hai insaan ki magar jaab anjaam ata hai tu uss waqt sab ko parwa hoti hai ye sab kehnay ki bataien hain anjaam hota hai tu pata lagta hai khair
nice shair!
[/QUOTE]

kisi cheez ko sochay samjhe bhiagair karlay na ya apne app ho Jaana anjaam ki parwah na karna hota hai

well i agree with u guys any way thanx

pk

ok

Nice

Well said....

thank you