on **completing his ** 15k …
…
…![]()
Yeh dosti hum naheen torrraingay…torraingay dam magar…tayraa saath na chorraingay ![]()
P.S: Main bhi Aaj sweet 16 main dakhil hova hoon ![]()
on **completing his ** 15k …
…
…![]()
Yeh dosti hum naheen torrraingay…torraingay dam magar…tayraa saath na chorraingay ![]()
P.S: Main bhi Aaj sweet 16 main dakhil hova hoon ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
aww mubarakannnnn ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
Thanks mari jaan , i love u nah . . . . n wanna kiss a real kiss on ur motay hands :)
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
congrats ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
Red Rose - - - Kash tum real mai maray samnay dance kar rahe hoti tu mai tu deewana ho jata
uffffffffffff yah adaa kahe mar nah dalay hum ko . . . yah bijliyah jo app kay tharaknay say wajood mai ati hai kahe hum par nah gir paray , yah muskurahat jo app kay husun ka peekar hai kahe humhari jaan nah lay lay ![]()
Flame of Life - - - thanks jaanu jigerz ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
congrats Janwar
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
yeh lo yak na shud balkay dono kay donoN hi shud :-)
congrats Janu Janwar again hugs and kisses ( from your old love Q2)
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
kaho to yehi pe dance ker loon ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
PagLi - - - - oh mera Khuda yah phoolo ka nazrana maray leyah , yah khooshi ke chamak ankho mai app kay maray leyah , yah haseen cheray pay muskurahat maray leyah . . . . . . . . . oh meray KHUDA im the luckiest person nah :)mujhay nahi pata tha kay mujhay is kadar koie chahnay wala bhi mil sakta hai zindage kay kese mor par ![]()
app ka phool ka Gulay-Guldasta taa zindage hum appnay dil say laga kar rakhay gay kay faqat app nah ho bhi tu appkay honay ka humheshah ahsas rahay humharay sath ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
![]()
thats soooooo sweet:blush: ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
zamanay kay samnay hum ko ikrar nahi faqat hum tu app ko choori choori dekha kartay hai ![]()
wesay app ko dance karnay ke zarorat nahi kay humhara dil khud he jhooom jata hai app kay anay kay sath ![]()
Dada–abbaaaa---------- ill kill for this man ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
chal jhotey ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
yah app kay charay ke LaLi hum ko yah ahsas delati hai kay mujh jesay deewanay ko bhi abb koie pharnay laga hai dil ke ghaaraiyo say ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
Congrats ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
kaha chalnaa hai mari shakuntalaa ![]()
abhi car lay kar aoo yah bike ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
Shukreyah Mr or Miss Ajnabi
wesay acha laga kese new cheray kay hum ko is tarha flower dena ![]()
thanks alot budz ![]()
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
yah app kay charay ke LaLi hum ko yah ahsas delati hai kay mujh jesay deewanay ko bhi abb koie pharnay laga hai dil ke ghaaraiyo say :)
dil ke ghaaraiyo sey to saaf zahir hota hai ke aapke dil mein Chor hain ;)
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
you can;t kill your love sweety
can ya ? :s
Re: ^^^* ConratZZZ Janu JANWAR *^^^
Kitni dafa mana kiya hay ..har Morr Par karra ho jaata hay ![]()