Re: Congratulations Jaahil Qaum
CodeY bhai ... Hum loGh jeeTay jagTay BandaY tu move karlaytay haiN .....
PuRkhooN k haaR-haywar ka kiyaa ... Unko kayse move karsaktah haiN...
Canada UK USA akay na'ay Ghar tu banjatay haiN ... lakin Sita phal ki Darakht ki nechay Khailtay khailtay BachpaN beeTah hotah hain
woh darakhT admi kahan se la'kay laaga'aay :)