Re: Congratulation All PTI supporters ! Big day , Great Collation
You are right , Jo aadmi Hazoor Nabi e Pak SA say mansoob jhootay khawab suna kar aur Aalim e roya main Amam Bu Hanifa RA say 15 sal tak tarbiat ka daawa kar sakta hay , Jo apnay jhotay kashf o Kamal kay dawa say lakh do lalkh logon ko mureed nama bana sakta ho , Jo subah sham lagatar jhoot bol sakta ho ,jo 2012 aur 2014 main 20,000 ko one million kehta ho , Aisay ‘Kazab’ kay samnay Imran kia hay, Us nay to dekha dekhi abhi tezi say jhoot bolna shuroo kia hay .