Re: Congrats SheeN
app ki *VIDEO * dekhnay kay bad mujhay aysa lag raha hay waysay : P
Re: Congrats SheeN
app ki *VIDEO * dekhnay kay bad mujhay aysa lag raha hay waysay : P
Re: Congrats SheeN
issi liye kiouN kaY jo bandaa Audio ko Video samajh kar dekh lay, uss saY kuch ba’eed naheeN
![]()
Re: Congrats SheeN
^ yeh bhi to kisi kisi ka kamal hay na ... blush
Re: Congrats SheeN
aur agar kal raat kho paida howa ho tu bhe uski BD aaj hogi?? ![]()
Re: Congrats SheeN
**PG: **jee haaN! issaY Kamal hee kahaa jaa saktaa hai… mozooN lafz eejaad honaY maiN time lug jaaye gaa.. Kamal saY hee kaam chalaa laitaY haiN.. aap ko Kamal par koi eitraaz tau naheeN naa
?
Re: Congrats SheeN
raat ko manaa lenaa:chai:
![]()
Re: Congrats SheeN
**
banda jalay per itna bhi na kay saray shehar main hee Dhowaan phayl jayee chai**
Re: Congrats SheeN
mein bhi zara chai peeti jaoon
![]()
Re: Congrats SheeN
maiN ko 5 yaa 2D kee buss hooN yaa W-11?
Meer unn kaY baaraY maiN keh gaye haiN
Yeh DhuwaaN saa kahaaN saY uTh-taa hai
![]()
Re: Congrats SheeN
AQ ke dimagh se uthta hai
jawab sahi hai
Re: Congrats SheeN
Rehbar water cooler aap ka huaa…
yahaaN Neelaam ghar lagaa hua hai
jootiyoN maiN daal baTT rahi hai
![]()
Re: Congrats SheeN
umme> Zara kion ? kia app ki mujj nay doodh daina band ker diya hay : P
Anwar qureshi > yeh dhuwan sa kahan say uth ta hay ...Anwaar kay opper koi to paani dalay : P
Re: Congrats SheeN
jootiyon mein chai bat rahi hai ![]()
water cooler nahi AC chaahiye:snooty:
Re: Congrats SheeN
haan naa PG tum se gaye ka doodh mangwana pare gaa zara doodh laa do naa apni gaye kaa:blush:
Re: Congrats SheeN
Gaaye kaY doodh kee kami naheeN Ghalib
DhooNdnaY saY tau khudaa miltaa hai
![]()
Re: Congrats SheeN
umme > hum to nagoree say dodh laytay hain : P waisai app ghor kerain Aq apnay shair main yeh kehna chah rahay hain kay is muamlay main un say rujoo kerain ... : P
Re: Congrats SheeN
PG: bachpann maiN naani kaY ghar bakri hoti thee.. uss kaa doodh hum direct peetaY thaY ![]()
![]()
Re: Congrats SheeN
^ yaaakhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
Re: Congrats SheeN
rolleyes^ moo thoRaa hee lagaataY thaY smack
achaa abb ma badolat kaY sonaY kaa time ho gaya hai (naheeN naheeN.. dun get shocked.. thoRaa bahut so letaY haiN
)
![]()
Re: Congrats SheeN
^ jaayee so jaain shaid tabeyaat main afaaqa ho jayee : P