Re: Congrats SheeN
thanks for the info.. like I ever cared
![]()
Re: Congrats SheeN
thanks for the info.. like I ever cared
![]()
Re: Congrats SheeN
lol... maiN aap ke touRi cup ke baat kar raha hooN...
Re: Congrats SheeN
kiouN kiyaa paThaan bhai kee chenak wala cup hai..?? bagher dhoye piye jaaouN gaa kiyaa
![]()
Re: Congrats SheeN
jin ka kala ho un ka mazeed kiya kala hona:D
lol... mera matbal thaa mazeed attractive ho jayeNgy... aur hamara chance khatam
Re: Congrats SheeN
kiouN bhai kiyaa aap naY bhee woh gaanaa sunn rakhaa hai?
Kaalaa shaa kaalaa
meraa kaalaa hai dildaar
nee goriyoN noo dafaa karo
![]()
Re: Congrats SheeN
[quote=“Anwaar Qureshi, post:23, topic:157201”]
kiouN kiyaa paThaan bhai kee chenak wala cup hai..?? bagher dhoye piye jaaouN gaa kiyaa
:QUOTE]
lol… woh chai tu aik cup bhe kafi hai…
<------ iss smily ko agar blue jeans pehna do… tu aaj maiN bilkul aisa lag raha hooN… chai bhe pee raha hooN aur kaam bhe kar raha hoon.. ![]()
Re: Congrats SheeN
Anwaar qureshi
^ hath main ho tasveer-e-yaar
or peeta rahoon main chai bar bar
adab araz hay ; )
Re: Congrats SheeN
lol.. tasveer-e-yaar par naqaab balkaY gheB kaY pardaY paRay huaY haiN ![]()
Re: Congrats SheeN
^ us kay ley basar ki nahi baseerat ki zaroorat hay aflatoon
Re: Congrats SheeN
aap ko hee naheeN zaroorat ho gee basar kee… balkaY bistar kee ![]()
maiN tau basaarat saY kaam letaa hooN ![]()
Re: Congrats SheeN
^ daikha mujhay bata tha koi namaqool zaroor mere baat ka batangar banayee gay
basar or basarat dono alfaz mustamal hain snooty
Re: Congrats SheeN
buss jee issi makhmasaY maiN zindagi guzar basar (seeen wala, not sua’ad walaa) ho rahi hai ![]()
EDIT: PS: yeh aap ko bata kaa jootaa kiouN thaa?? kiss naY maaraa?
Re: Congrats SheeN
[Pic removed on Request]
kaam karing and chai peeing ![]()
[/quote]
jiss tarah kaY sheeshaY kaY glass maiN aap chai nosh farmaa rahai haiN aur jo color ho raha hai.. beTaa hukoomat-e-Islamiyaa AL jamhooriyaa Pakistan (Pvt) Ltd. maiN shor mach jaYe gaa ![]()
Re: Congrats SheeN
mach jayega nahi already macha howa hai...
Re: Congrats SheeN
agar ap chair per ultay ho ker baythay to mere kia qasoor seedhay ho ker insano ki terah baythain or ghor say daykhain< **P> **ka danda opper nahi neechay ki teraf hay ; )
Re: Congrats SheeN
Jungle maiN Mungle
teray hee dum saY
sub naY yeh shor machaayaa hai
saalgirah kaa din aayaa hai
hooo
saalgirah kaa din aayaa hai
![]()
Re: Congrats SheeN
aap kee khopRi ulaT gayee hai kiyaa?
![]()
Re: Congrats SheeN
lol... ye aaj kiss ke salgira hai...
Re: Congrats SheeN
Jo aaj kaY din pedaa huaa thaa
![]()