For Yur 12K
![]()
For Yur 12K
![]()
Re: Congratesss nayabooooo
congrats :p
Re: Congratesss nayabooooo
Kiaaaaaaaaaaaaaaa:eek:
yeh mene kiye haiN…Main to itni bataiN nahin karti…:nahnah:
Btw…Thanks Uncle Jee and Shoaib Jee:blush:
Re: Congratesss nayabooooo
Sab Larkio ( I mean Aunties ) Ki yehi Statement Hoti Hai … ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
Gandayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy:smash:
Re: Congratesss nayabooooo
lol @ gandee ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
kion kia hoa…??? Aap kioN itna hans rehe haiN!
Re: Congratesss nayabooooo
Ab tumhari Urdu Kharab Ho gaye hai …
It should be GangaaaaaaaaY i think so
Khair Sanoo ke ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
Zahir haiN…ab punjabi seek rahi ho to Urdu to kharaab hogi hi..![]()
Kohi baat nahin abhi theek kar lehti ho…Sanoo ke:nahnah:
Re: Congratesss nayabooooo
kyon kay app ko un ko ganday bolnay kay bajayee Gandee bola taha
jo kay aik typical pathan person bolta hai ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
hehe…![]()
Nahin jee kafhi loog eshe bhi likhteiN haiN…to humne socha hum bhi try kar lehteiN haiN…lekin shayaad woh ghalat hogaya:bummer:
Re: Congratesss nayabooooo
hehehehhehe ..
Lagta Hai Ab Tumhain Chinese Sekhani paray Ge … hehehehhehe
Re: Congratesss nayabooooo
Mubarak hoo but soon this thread will b lock
Re: Congratesss nayabooooo
LOl@ Pathan
P.S. Shaibeeeeeeeeeeee Kidha ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
Tobha haiN meri…Mere pass aur kohi kaam nahin jese:nahnah:
Re: Congratesss nayabooooo
Thanks bhai..i know…lekin tab tak to post kar sakhteiN haiN…![]()
Re: Congratesss nayabooooo
![]()
acha.. likhtay hon gay… or acha kiya app nay try kar liya
try karnay acha hota hai :p… waisay app bhi gandee bachi ho.. yaad aaya ![]()
Re: Congratesss nayabooooo
Kia??? Aur main kioN gandi ho…mene esha kia kiya:(
Re: Congratesss nayabooooo
yeh bi buhat bhara kaam hai … to learn more than 5000 characters ![]()