public toilet mein bethe aadmi ko sath wale toilet se aawaz ayi:
“kya haal hain?”
wo ghabra ke bola:
“theek hoon”
aawaz ayi:
“kya kar rahe ho?”
wo aadmi bola:
“tumhari tarah betha hua hoon”
aawaz ayi:
“mein aa jaun abhi tumhare pass?”
wo aadmi ghabra kar bola:
“nahi”
aawaz ayi:
“yar mein tumko baad mein call karta hoon. pata nahi kon badtameez dusre toilet se meri har baat ka jawab de raha hai” ![]()