confused

aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
us ke baad aaye jo azaab aaye

apnay munh say he faiz sb barish or sharab ko enjoy karnay k baad azaab maang rahay hain :bummer:

Re: confused

abr aur sharaab ka kia link hai?

Bhari barsaat main pi lene do

Re: confused

samjhaien na ji

Re: confused

Sharab k wajah se azab

Re: confused

:sunnyboy:

:konfused:

Re: confused

Sharab se dunya mai bhi azab…sehat kharab…ulti seedhi harkatain etc…aur akhirat mai bhi…

Re: confused

hmmmm…yani faiz sb khulay aam sharab penay ka aitaraf kar rahay hain..

Re: confused

Wo unse he poochiye :bummer:

Re: confused

un say pochnay k liyay mujhay phir aik farishtay say mulakaat karni paray gi.

Re: confused

Baarish sharab e arsh ahi yeh soch ker adeem
Baarish kay sabhee haroof ko ulta kay pee gaya :slight_smile:

Re: confused

wah… Pankaj Udhas ki sharabi ghazlon ka khulasa pesh kar dia aap ne to

Re: confused

hosh may rahooo meray jani…