confused!!!!!!

Wo shayad aap say ukta ya bayzaar ho gaya hai.

Ya aap ki kuch adatain aur batain ussay pasand naheen.

Itni ummeed na rakhain kay poori na honay pay takleef ho.

Wo naheen sunna chahta aap ki baat to aap bhi ignore karain sananay say.

Jub wo mood main ho tub thora bohat suna lain jo aap sunana chahain.

Find out ussay aap ki kon si baat ya adat buri lugti hai?

He might be busy in her work or doing a hard job.

Kuch larkay aisay hotay hain jo doston main ziada rehna pasand kartay hain. wo yaron kay yaar hotay hain. unko aurton wali batain aur harkatain pasand naheen hoteen itni.

Us ka interest daikhan kis main hai wo kaam karain.