Assalam o AlikUM bachOon ..
kesaY hein ap log sarY ?? acha ab meri ek baat ka jawab dein soch kar zara mujhy tu bohot confusion ho rahe hai plZz koi esY khatam kary ..
woh Devdas movIe main jab shert lagti hai Madhori or kali babu ki k dev babu ayein gay kali babu kehty hain woh nahe aye gaa woh tu koi paro ka parvanaa tha bhatak k agayaa tha us din ..
Madhori ko lagta hai k woh shert haar rahi hai jesaY hi ghongro uthaneY lagti hai tu woh ajata hai .. ab ap log yeh batayein k agar dev babu nahe ata tu woh kon sa ganaa gati kali babu k liYe???
jab wo yeh gana gayee gee to Shahrukh ko awaaz jayee ge.. us ko DDLJ yaad aayee gee… jo ghalti us main kee thee.. wo phir say nahin karay gaa… is dafa wo waqt nahin aayee gaa jab Shahrukh ko train kay peechay bhagna parhay.. ishe liye wo bohat smart insaan ke tarha sharafat say aa jayee gaa