- Tu keh naa-waaqif-e-adaab-e-ghulaami hai abhi …
Raqs zangeer pehen ker bhi kiya jata hai
- Jaa apni hasraton pe, aansu bahaa ke so jaa …
kahin sun na ley zamana ae dil khamosh ho ja
- Kiss naam se pukaarun, kiya naam hai tumhaara …
Kyun tum koh dekhtay hee dil kho gaya hamarra.