Complete the mukhRa.

Re: Complete the mukhRa.

Teri Zulfon ki baat hoti hai…

Re: Complete the mukhRa.

^ Nice. :k: Thanks.

Ye jo suljhain, to din nikaltaa hai
Ye jo uljhain, to raat hoti hai
Teri zulfon ki baat hoti hai

Please try others from post 198.

Re: Complete the mukhRa.

Jee rahay hain hum tanhaa, aur tera gham tanhaa …

Re: Complete the mukhRa.

Mehdi Hassan’s fan?

Na koi gilla hai mujh ko, na koi shikaayat hai …

Aaj hun main jo kuch bhi ye aap ki inayat hai

  • Dil diyaa bhool hui, dil ki dil main hi rahi …
    Ham ne bhi soch lia tu nahi aur sahi :slight_smile:

  • Dunya se tujh ko chura loon, iss dil ki tujh ko bana loon dhaRkan …

Nahi dil chahta aur koi, meri jaan e wafa tujh ko dekhe..

  • Jo dard mila, apnon se mila …
    ghairon se shikayat kaun kare…

  • Mujhay tum nazar se, gira to rahay ho …mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge…

Re: Complete the mukhRa.

:k: Awesome.

  • Dunya se tujh ko chura loon
    Iss dil ki tujh ko bana loon dhaRkan
    **Main nahi chahta aur koi, **meri jaan e wafa tujh ko dekhe

  • Jo dard mila, apnon se mila
    Ghairon se shikayat kaun kare
    [next verse]
    Jo zakhm mila, phoolon se mila
    Jo zakhm mila, phoolon se mila
    Kaanton se shikaayat kaun karay

Re: Complete the mukhRa.

These are outstanding as of now:

  • Naa ghar se nikallo, yun zulfain bikhairay …

  • Ae dunya kiya tujh se kahain …

  • Koi yuun bhi rooThtaa hai, maanaa mairi khataa hai …

  • Na jaanay kaisaa, safar hai mairaa …

  • Inn matvaali aankhon main, inn kaali kaali aankhon main …

  • Gaa mairay deewanay dil, iss dunya se kiya haasil …

  • Khaamosh hain nazaaray, ik baar muskuraa do …

  • Jee rahay hain hum tanhaa, aur tera gham tanhaa …

Re: Complete the mukhRa.

New today:

  • Zindagi apni guzar jaaey gi aaraam ke saath …

  • Hum se badal gayaa vo nigaahain to kiya huaa …

Re: Complete the mukhRa.

Zinda hain kitnay log mohabbat kiye baghair.

Re: Complete the mukhRa.

Aab mera naam bhi aye ga teray naam kay saath

Re: Complete the mukhRa.

..

Re: Complete the mukhRa.

Wow, Ehsan bhai !

You knocked out quite a few. Nice job.

And nice to know that other folks know these great songs. :k:

Re: Complete the mukhRa.

I will complete the three left.

  • Naa ghar se nikalna, yun zulfain bikhairay …
    Andhairon main chupnay, lagain ge savairay

Na Ghar Se Nikalna Youn Zulfain - YouTube

  • Koi yuun bhi rooThtaa hai, maanaa mairi khataa hai …
    Magar ab muaaf kar do, magar ab muaaf kar do

Noor jehan Ahmed rushdi - Koi yun bhi roothta hai- film AAS (Iqbal Gul) - YouTube

  • Inn matvaali aankhon main, inn kaali kaali aankhon main …
    Kajraa … Kajraa lagaana choR do, Kajraa lagaana choR do
    Din raat main Dhal jaaey ga, Kajraa lagaana choR do
    Hai, Mausam ka dil, jal jaaey ga, Gajraa … Gajraa sajaana choR do

Check out Mehboob Aalam of ‘Waris’ fame in this song. :slight_smile:
Ansoo Aur Sholay - In Matwali Aankhon Mein Kajra Lagana Chhod Do - Mehdi Hassan - YouTube
Ansoo Aur Sholey In Matwali Aankhon Mein Mehdi Hassan - YouTube

Re: Complete the mukhRa.

  • Na jaanay kaisaa, safar hai mairaa …

Jahan Hai Manzil, Waheen LuTera (Noor Jahan for Movie Banjaaran)

Is that Neelo?

  • Gaa mairay deewanay dil, iss dunya se kiya haasil …
    **
    Hum Se Koi Pyar Kare, Hum Log Nahin Hain Is Qaabil **(Rangeela is singer)

  • Khaamosh hain nazaaray, ik baar muskuraa do …

Kehti Hain yeh Bahaaren, Hansna Hamen Sikha Do

By Mehdi Hasan (Waheed Murad and Shabnam )

Oh, some of these were answered above already. Anyhow… :hehe:

Re: Complete the mukhRa.

  • Tu keh naa-waaqif-e-adaab-e-ghulaami hai abhi …

  • Jaa apni hasraton pe, aansu bahaa ke so jaa …

  • Kiss naam se pukaarun, kiya naam hai tumhaara …

Re: Complete the mukhRa.

Re: Complete the mukhRa.

:k: :slight_smile:

Re: Complete the mukhRa.

-Kia Hai Jo Pyar tou PaRay Ga Nibhana

-Tu Hai Phool Mere Gulshan Ka

-Tere Mere Pyar Ka Aisa Naata Hai

  • Woh Mere Saamnay Tasweer Banay Baithay Hain..

-Yoon Kho Gaye tere Pyar Mein Hum- One of the very melodious and rhythmic song to listen to…

Re: Complete the mukhRa.

.

Re: Complete the mukhRa.

  • Kamar main paiTi baandhi, aur galay main phanda Daala …

  • BaRay bay-muravvat hain, ye husn vaalay …

  • Bay-vafaaon say, vafaa na maangiyay …

  • Tum to kehtay thay, bahaar aaiee to, lauT aaaoun gaa …

Re: Complete the mukhRa.

  • BaRay bay-muravvat hain, ye husn vaalay …
    Kahin Dil Lagane Ki Koshish Na Karna

Mere dil Ke Zakhmon Ko Neend Aa Gayee Hai
Inhein Tum Jagaane Ki Koshish Na Karna

(One of my favorites)

  • Bay-vafaaon say, vafaa na maangiyay …
    In Se Dard Ki Dawa Na Maangiye