Competition Nazam Of The Week

Re: Competition Nazam Of The Week

me bhe koch post kerte:cb:

Re: Competition Nazam Of The Week

aap apna likha kuch post ker dayna :slight_smile:

Re: Competition Nazam Of The Week

ba ba black sheep wale poem :halo:

Re: Competition Nazam Of The Week

wo aap nay to nahi likhee na :slight_smile:

Re: Competition Nazam Of The Week

me kon sa poem lekhtee hon:halo:

Re: Competition Nazam Of The Week

**u mean koi nai nahi likhee **

koi baat nahi , purani he share ker layna aap :slight_smile:

Re: Competition Nazam Of The Week

me ne aj tek koe nehe lkhe :smilestar:

Re: Competition Nazam Of The Week

Meri Tehreer k aansoo !

Suna hoga buhat tumney, kaheen aankhon ki rim-jhim ka
kaheeN palkon ki shabnam ka
parha hoga buhat tumney, kaheeN lehjey ki baarish ka
kaheeN saagar k aansoo ka
magar tumney kabhi humdam
kaheeN dekhey? kaheeN parkhey?
kisi tehreer ke aansoo?..!
mujhey teri judaai ney, yehi me’raaj bakhshi hey
ke meiN jo lafz likhti hooN.. wuh saarey lafz rotey heiN
ke meiN jo harf bunti hooN..wuh sarey bain kartey heiN
merey sung is judaai meiN… merey alfaaz martey heiN
sabhi Tareef kartey heiN …meri tehreer ki lekin…
kabhi koi nahi sunta…merey alfaaz ki siski
falak bhi jo hilaa daaley
merey lafzoN mein heiN shaamil…ussi taseer ke aansoo
kabhi dekho merey humdam
meri tehreer ke aansoo…!!!


:teary2:
copy paste ke number toh nehe kate ge :smiley:

2 Likes

Re: Competition Nazam Of The Week

koi baat nahi poem nahi likhee to …ghazal ko he poem bana kay bhaij doo :faizy:

Re: Competition Nazam Of The Week

ghazel kon c ap ne mere jeten perhe heyn un me se koe ik bata doh me post ker dete :smilestar:

Re: Competition Nazam Of The Week

main aap ke ghazlain kabhi parhtee he nahi hoon :snooty:

Re: Competition Nazam Of The Week

kio nehe perhte ja ker kitab khol ke perho :snooty:

Re: Competition Nazam Of The Week

** nahi parhna mujhy:snooty:**

Re: Competition Nazam Of The Week

dont flood here baba :bummer:

Re: Competition Nazam Of The Week

me etne mehnet se ghezelen lekte hon or tum nehe perhte
Nicht Gut :frowning:

Re: Competition Nazam Of The Week

:faizy: to main theek thee

Re: Competition Nazam Of The Week

g nehe t b :smilestar:

Re: Competition Nazam Of The Week

i will get even with u someday :mad2:

Re: Competition Nazam Of The Week

:mad2: lassen sie mich in ruhe

Re: Competition Nazam Of The Week

All Nazams Posted By Members

[quote]

[/quote]