Columbus agar married hota to
America discover nahi kar pata
kyunki usey kisi ne nahi pucha:
- kaha jaa rahe ho
- kyu jaa rahe ho
- kis k saath jaa rahe ho
- Main bhii chalungi
- wapis kab aaoge
- Ghar reh kar hi discover karlo
- Mujhe maa ke paas chod do wapisi main lete aana
- Mere liye kya laaoge
- Wapis me sabji lete aana
- Pahunch ke phone karna
- Tum hi kyun har baar discovery karte ho ? koi aur kyun nahi kar sakta ?