Colors

:hmmm: yeh sab to ham ne bhi parhey hain kala,sufaid,banafshi,naranji,peela,hara,neela,kala,

ab yeh batao brown ko kaya kehtay hain :bummer: brownie

Kathha’ee

wow yehi color hai woh jo paan mein katha choona lagatay hain woh brown hi to hota hai

haan eikd aur rang batao kaasni :cb:

kaasni is another name for jaamni.

Bhoora!! :smack:

:biggthumb: for the others, shabash kitnay parhay likhay log hain idher

Re: Colors

Bhoori tau BheNs hoti haiN…

I saw once a bheNs owner saying…

Meri Majh bhoori hai :vivo:

Re: Colors

aur neel gaey kia neeli hoti hai?

tau kiyaa dariyaa-e-neel bhee neelaa hai?

dono :smiley:

Re: Colors

Waisay Magenta ko Urdu main kia kehtay hain :faizy: :konfused:

Gulabi tou pink hota hai
:bummer:

Aatshi gulabi :@:

thankuuuuu :hugz:

what’s aatishi zard in english :faizy:

ummm… :bummer: agar mujhay yeh sab pata hota to main yeh thread kholti hi kion

Hot yellow???

Re: Colors

ya shayad bright yellow… :hmmm:

maybe Zarday jaisa yellow:@:.