Re: ~Coffee~
achchhaa…lol…baba bhii? ![]()
ek hubby ne apni biwi se kahaa: “jaldi se paanii garam kar do nahaane ke liye…VARNA…!!!”
**biwii roz roz kii is dhamkii se tang aa kar boliiN: **“varna kia? aaj faila ho hii jaaye…varna kia kar loge?”
hubby bole: “varna kia, maiN ThanDe paanii se hii nahaa luuNgaa! :(” ![]()
moral of the story: biwii ko jimmat kar ke miyaaN ke gale meN ghanTii baandhnii hoo hogii! ![]()